p

मंगलवार, 1 नवंबर 2016

How to make video profile on facebook

Hi,dosto ek bar fir apka hamre blog kya?kaise?Dosto me bhut-bhut svagat h. Maine aaj ek post blog pr dala tha. Us post pr aapka achha sath mila h.m sochta hu blog ki phali post ke liye yh achhe views h.isliye m aaj hi ek aur post karne ja rha hu m umid karta hu ki post aapko achha lagega.ydi aapko mera post achha lage to like aur share karna mt bhule.aur ydi aapko yh post achhi na lagi ho to maf krna aur mpp vishvas dilata hu ki m apni agli posto me aapke liye useful jankari lekr aauga isliye niras mt hona. Yh post aappko achha lagega is umid ke sath aaj ki is post ki shuruaat karte h.


Aaj ka hamara topic h ki "facebook pr video profile kaise dale?"
Aap aur hm sb jante h ki facebook duniya ki sabse bdi social site h. Aaj hr kisi ki facebook ID h. 
Hr aadmi apni facebook id pr bdiya se bdiya profile lgana chahte h.aur profile me photo to hr koi lgata h.pr aaj m aapko photo ki jagah video lagana sikhauga. to hm step by step janne ki koshish karege ki facebook profile pr video kaise Laga skte h?
To shuru karte h.........
Step 1 Android phone ke play store me jaye or Search kare facebook. Top vala facebook application hame download karna h. Yh new version h. Yh free application h maine yh install kr rkha h. to mere jha pr installed name aa rha h vha aapka free name hoga. (Aap niche diye link yani download pr click krke bhi facebook download kr skte h.)

Kya Aapko pta h is version ko 1 billion log install kr chuke h . Iski rate bhi 4 h jo ki bhut achhi mani jati h.



Step 2. yha se isko install kr lo.install krne ke bad aapko kya krna h yh to aap jante hi honge to aap soch kya rhe ho kro apna kam kro. Mera mtlb aapki facebook id to hogi. Is app ko open kro or usme user name and password dalkr log in kre bad me kya karna h iske bare me janne ke liye step 3 me chalte h.

Step 3. Aap Isko jesehi log in kroge to ek page khulega is page ke top me four icon h. FIRST icon home page ka h iske bare me aap jante hoge. Second icon friends ke liye h.third icon notification icon iske bare me  bhi aap jante honge. hme use karna h fourth icon. Is pr click kre. is pr click krne pr ek page khulega jo is parkr dikhega.



Step 4. Isme top pr aayi Link pr click kre. is pr click krne pr aap apki facebook profile me chale jayege.facebook profile is parkr dikhegi.


Step 5. Ab hm janege ki video kaise upload karte h vo bhi facebook profile ke liye.hme uper photo me btaye anusar click karna h.is pr click krne pr ek slide khulti h.jo ki is parkar dikhegi---





Step 6 ab hm slide ke dusre option pr cllick krte h.jb hm is pr click krte h to hm sidhe gallery me chale jate h yha se hm ek video select krte h or done pr click karte h.jb hm done pr click krte h to ek new page khulta h isme hme apni profile ke liye icon chunna h.uske bad done pr click krke video of ko upload kr dete h.video upload hone me thoda time lgata h.isliye thoda wait kre. Iske bad apni id ko refresh kr ligiye .refresh krne ke bad aapka video profile profile picture ki jage aa jayega. 

Mujhe vishvas h ki aapko yh post achha lga hoga.ydi aapko hmara yh post achha lga ho to is post ke bare me tipni jarur kare.aur like aur share karna bilkul mt bhule.

Thank you for visiting on my blog.download

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें